Tauba Jis Raat Mere Dil Ne Dhadkana
Sikhaa
Shokhh Jazbaat Ne Sine Me Bhadkana
Sikhaa
Meri Taqadir Se Nikli Wohi Yaadgar Ki
Raat
Zndgi Bhar Nahi Bhoolegi Wo Barsaat
Ki Raat
Ek Anjaan Musafir Se Mulaqat Ki Raat...!
Dil Ne Jab Pyaar Ke Rangeen Fasaane
Chhede
Ankhon Ankhon Me Wafao Ke Taraane
Chhede
Uljhano Me Doob Gayi Aaj Wo Yaad Ki
Raat
Ek Anjaan Musafir Se Mulaqat Ki Raat
Zndgi Bhar Nahi Bhoolegi Wo Barsaat
Ki Raat...!
Aye Ajnaabi Tu Meri Baat Se Maayus
Na Ho
Behke Behke Se Khayalaat Se Maayus
Na Ho
Khatam Hogi Na Kabhi Tere Mere Sath
Ki Raat
Ek Anjaan Musafir Se Mulaqat Ki Raat
Zndgi Bhar Nahi Bhoolegi Wo Barsaat
Ki Raat...!
Kaanta Lage Nikal Jaaye Magar Na
Nikle Nazar Ka Teer
Bach Jaaye Ya Mar Jaaye Yeh Aashiq
Ki Taqadir
Yeh Dunia Jane Na Jane Hum Ek Duje
Ke Diwane
Dilme Teri Yaad Sanam Ankho Me Teri
Tasvir.
Phool Kahi Kahi Yeh Khilta Hai
Pyar Kaha Sab Ko Milta Hai
Kisi Kisi Ke Haath Me Hoti Hai Yeh
Prem Lakir
Bach Jaye Ya Mar Jaye Yeh Aashiq
Ki Taqadir
Kaanta Lage Nikal Jaaye Magar Na
Nikle Nazar Ka Teer.
Yeh Dunia Hai Bhul Bhulaiya Tham
Le Saiya Meri Bahiya
Hum Dono Fir Bichhad Na Jayen Tu
Ranjha Mai Heer
Bach Jaye Ya Mar Jaye Yeh Aashiq
Ki Taqadir
Kaanta Lage Nikal Jaaye Magar Na
Nikle Nazar Ka Teer.
Kisi Se Rishta Kya Hai
Ye Hume Maloom Ho Jaruri To
Nahi
Haa Us Rishte Me Kitna Apnapan
Hai
Ye Mehsoos Hona Jaruri Hai...!!
Zamana Kya Kahega
Ye Mat Socho
Kyuki Zamana Bahut Ajeeb Hai
Nakamyab Logo Ka Majak Udata
Hai
Aur Kamyab Logo Se Jalta Hai...!!
Woh Dhyaan Hi Na Degi Kya Keh Rahi
Hai Teacher
Ek Naam Ungliyon Se Likhti Rahegi Din
Bhar
Kuch Bhi Naa Padh Sakegi College To
Jaa Rahi Hai
Ek Pagal Ke Pyar Me Deewani Ho Gayi
Hai.
Khidki Se Jhankti Hai Sab Se Nazar
Bacha Kar
Bechain Hoo Rahi Hai Kyu Ghar Ke
Chatt Pe Jaa Kar
Kya Dhoondti Hai Jaane Kya Cheez
Khoo Gayi Hai
Ek Pagal Ke Pyar Me Deewani Ho Gayi
Hai.