Jaane Kyu Log Hamhe
Aajmate Hai;
Kuch Pal Sath Rahne Ke Baad
Dur Chale Jate Hai;
Sach Hi Kahte Hai Log Ki Sagar
Ke Milne Ke Baad; Log Barish Ko Bhul Jate Hai!
“Mujhe itna Niche na girana,
Mere malik ki main pukaru aur
Tum sun naa paao,
Aur Utna upar bhi na uthana ki
koi Pukare aur main sun na paau”
Intezaar Ki Aarjoo Ab Kahin Kho Gayi Hai,
Khamoshiyo Ki Aadat Ab Hme Ho Gai Hai,
Na Koi Shikwa Raha Na Shikayat Kisi Se,
Ab To Mohabbat En Tanhaiyo Se Ho Gyi H
Teri Nigahon Ke Wo Ishare Samjhoo,
Teri Har Ek Ada Par Kar Doo Kayi Shayari,
Har Lafz Mein Waafa Ke Daawe Karu,
Sambhale Nahi Sambhalti ‘Jaana’ Ye Dil Ki Tadap,
Tu Hi Bata Main Kab Tak Yu Aahein Bharu…
Kisi se sirf utna hi door hona,
Ki use aapki Ehmiyat ka ehsaas ho
jaye.
Lekin kabhi itna bhi door mat hona,
Ki wo aapke bina jeena seekh
jaye ....
Yahin doobe din mere
Yahin hote hain savere
Yahin marna aur jeena
Yahin Mandir aur Madeena.
Ab To Jindagi Suna Suna Sa Lagta He,
Jeene Ka Umeed Bhi Bekar Lagta He,
Jab Se Khoya Hu Us Shaks Ko,
Jinda Hote Huye Bhi Murda Mehsoos Hota He..
Kyun Na Gharoor Karta Mein Apney Aap Pey
Mujhe Us Ney Chaha,Jiske Chahnay Wale Hazaron The.
Kal Raat Meri Aankho Se Ek Aansu Nikal Aaya,
Main Ne Usse Puchha To Usne Muskura Kar Ye Bataya,
Koi Teri Aankho Me Hai Etna Samaya,
Mai Chah Kar Bhi Apni Jagah Nahi Bana Paya..!!
Logo Ne Roz Kuch Naya Maanga Khuda Se.
Ek Hum Hi Tere Khayal Se Aage Nahi Gaye.