Bas ak tamnna rahi use paane ki,koshish bekar rahi use bhulaane ki,meri lash se lipat kar rone dena use yaro,
bri hasrat thi use seene se lagane ki \
Kabhi Zid Main Hi Tera Ho Gaya,
Kabhi Dil Ne Tujhko Gawa Diya,
Isi Kashmakash Me Jiye Sanam,
Tune Yaad Rakha Ya Bhula Diya.
Kasoor To Tha In Nigahon Ka,
Jo Chupke Se Deedar Kar Baitha.,
Humne To Khamosh Rehne Ki Thani Thi,
Par Bewafa Ye Zuban Izhar Kar Baitha..;;-))
Teri Saanso Ki Har Ik Aahat Ko Sun Sakta Hu Me.
Tujhe Mujhse Mohabbat Nahi To Kya Hua.
Par Mera Dil To Dhadka Tha Na Kabhi Tere Liye.
Mera Ban Jaye Koi Ye Meri Taqdir Nhi,
Main Wo Shisa Hu Jisme Koi Tasvir Nhi,
Dil Me Bachi Jine Ki Aas Nhi,
Chaha Jise Sabse Zyada Wo Hi Mere Paas Nahi.
Tujhe Baahon Me Bharke
Bepanah Pyaar Karu..
.
.
Meri_JaaN..
.
.
Ye Aarzoo Thi Meri
Bas Aarzoo Banke Reh
Gayi
Kash Khuda Ne Hume“aansoo” Banaya Hota..
Us Bewafaa Ki Aankh Me Basaya Hota..
Jab Girte Aankh Se Unki..
To Marne Ka Maza To Aaya Hota.
Maine To Usse Bas Itti Si Baat Kahi Ki Tu Mujhe Bhulne Lagi Hai
Par Usne Is Baat Ko Kuchh Galat Aandaj Se Lekar Meri Chahat Ko "Shak" Ka Naam De Diya..,,
Muskurati Aankho Se Afsaana Likha Tha,
Shayad Aapka Meri Zindagi Mein Aana Likha Tha,
Taqdeer To Dekho Mere Aansuon Ki,
Inka Bhi Aapki Yaad Me Beh Jana Likha Tha...
Teri Aankhon Me Main Kho Nahin Sakta,
Tere Kaandhe Pe Main So Nahin Sakta
Hain To Bahut Aansu Meri Aankhon Me
Par Tere Samne To Main Ro Bhi Nahin Sakta