racha kar dhoong ulfat ka hawas dil ki bujhate hai,
\
~e sanam
/
hawas ka naam duniya ne badal kar pyar rkha hai....
#A_k
Itna q chaha k use bhula na sake.......
Itna q paas aaye k dur ja na sake........
Ab tanhaiyon main baithe ye sochte hai......
Q chaha use jise paa-hi na sake.....
Rasta aisa bhi duswar n tha,
Bs tum ko hmari chaht pe aitbar n tha.,
Tum hi chal n sake hmare sath warna ,
Hamein to jan dene se bhi inkar n tha.!!!
Door Rehne Walo Ne Aisa Sila Diya,
Apni Yaadon Se Humko Rula Diya.
Itna Bhi Matlabi Na Ho pyaar Kisi-ka!
Ke Jab Chaha Yaad Kiya, Jab Chaha Bhula Diya…
Anjaan H Wo Uski Kya Pahchan Du..
Chaha Tha Use Kbi Iska Kya Perman Du..
Jise Kadar Nhi Mere Pyar Ki..
Us Shaks Ka Mai Kya Naam Lu..
"कब्र के सन्नाटे में से एक आवाज़ आयी,
. . .
किसी ने फूल रखके आंसूं की दो बूंद बहायी,
. . .
जब तक था जिंदा तब तक ठोकर खायी,
. . .
अब सो रहा हूं तो उसको मेरी याद आयी...।"
Do kadam to sab chal lete hai par,
. . .
Zindagi bhar ka saath koi nahi nibhata,
. . .
Agar ro kar bhulai jati yaadein,
. . .
To has kar koi gum na chupata...!!
मौत का खौफ नही मुझे
. . .
मगर एक दुआ है रब से
. . .
कि जब भी मरू तेरे होने का
. . .
एहसास मेरे साथ मर जाये...!!
Tujhse Koi Gila Nahi Hai
Qismat Main Meri Silla Nahi Nahi
Bichar Ke To Na-Janey Kia Haal Ho
Jo Shakhs Kabhi Mila Nahi Hai
Jeenay Ki To Aarzu Hai Kab Thi
Marny Ka Bhi Hosla Nahi Hai
Jo Zeest Ko Mu-Tabeer Bana Dey
Aesa Koi Silsila Nahin Hai
Khushboo Ka Hisaab Ho Chuka
Aur Phool Abhi Khila Nahi Hai
Sershaari-E-Rehbari Main Dekha
Peechay Mera Qafila Nahi Hai
Ek Thais Pe Dil Ka Phoot Behna
Chooney Mein To Aabla Nahi Hai
Ajeeb Tarah Se Socha Tha Zindgi Ke Liye,
Jeena Marna Tha Sirf Usi Ke Liye,
Wo Mujhko Tanha Chod Gyi To Yaqeen Aaya,
Ki Koi Bhi Nahi Marta Kisi Ke Liye...