Dard itna hai ki roo bi nahi sakta hu.main
Payas itni hai phir pani pii nahi sakta main
Bhook lagi to bohat hai par kha nhi sakta main
Yeh kon sa moor par la aaye hai zindagi mujay
nind aaye to bohat hai phir see soo nhi sakta mein
sadak kitni bhi saaf ho,
dhool to aa hi jati hai.
insaan kitna bhi acca ho,
bhool to ho hi jati hai....
#A_k
Baat Umar Bhar Kee Thi Do Pal Kee Nahi;
Baat Saath Kee Thi Halaat Kee Nahi;
Jahan Ke Mele Mein Haath Chhod Diya Tune;
Baat Zubaan Kee Thi Kismat Kee Nahi!
Pehle Khawahishon Ka Bojh Phir Yaadon Ka Samaan Aya Hai
Is Masoom Se Dil Pe Dekho Kitna Azaab Aya Hai...
Chalo Tum Chor Do Mujh Ko
Hum Wapis Laut Jate Hain
Tumhe Manzil Mubarak Ho
Naya Sathi Mubarak Ho
Magar Phir Aye Mere Humdum
Mujhe Itna To Batla Do
K Wapis Kis Taraf Jaun
Kahan Se Sath Laye The
Mujhe Itna To Samjha Do
Agar Aisa Nahi Mumkin
To Mujh Ko Is Tarha Toro
K Me Yaksar Bikhar Jaun
Bhatakne Se To Behtar Hai
Tumhare Pas Mar Jaun...
Chal Para Hun Me Zamany K Asoolon Pe MOHSIN
Me Ab Apni Hi Baaton Se Mukar Jata Hun...
Ek To Khawab Liye Phirte Ho Gali Gali
Us Pe Takraar Bhi Karte Ho Khareedar K Sath...
Phoolon Ne Dia Zakham To Kaanton Se Sii Lia
Ye Bhi Rafu-Gari Ki Ajab Daastaan Hai...
Hasrat Pe Us Musafir-e-Be-Kass Ki Roiye
Jo Thak K Beth Gaya Ho Manzil K Samny...
Tu Agar Paas Nahi Hai To Bohat Door Bhi Nahi
Mujhe Itna Hi Bohat Hai Tu Mujhe Chahta To Hai..