Hoton Ki Zuban Ye Aansoo Kehte Hai,
Jo Chup Rehte Hai Lekin Fir Bhi Behte Hai,
Or In Aansu Ki Kismat To Dekhiye,
Ye Unke Liye Behte Hai Jo In Ankhon Me Rehte Hai..!!
Jindagi Me Bahut Bar Aisha Waqt Ayega
Jab Apka Chahne Wala Hi Apko Rulayega
Magar Wishwas Rakhna Uski Wafa Pe
Akele Me Wo Apse Jyada Ansu Bahayega
Main Ne Socha Tha Apni Kahani Likhonga Mein Khoon Se
Per Merey Kalam Ne Bas Tera Hi Naam Likha
Meri Kahani Mein Pehla Shabd Tera Naam Tha
Merey Kalam Ne Aakhri Shabd Tera Hi Naam Likha
Likhtey Likhtey Tera Naam Kuch Panno Ke Baad
Badi Mushquil Se Ek Shabd Likha Dard
Use Badal Kar Mere Aasoon Ne Tera Hi Naam Likha
Jhotay Ilzaam Meri Jan Lagaya Na Karo
Dil Hai Nzuk Issay Tum Dukhaya Na Karo
Meri Ankhon Main Jo Achay Nai Lagtay Ansoo
To Tum Yun Mujhay Jalaya Na Karo
Rasm-e-Dunya Ko Nibhayen To Nibhayen Kesy
Har Taraf Aag Hai Daman Ko Bachayen Kesy
Ik Ghumon Ka Bojh Hota To Utha B Lety
Zindagi Bojh Bani Ho To Uthayen Kesy
Kadam Thak Gaye Hai Dur Nikalna Chhod Diya Hai,,
Par Aisa Nahi Hai Ke Maine Chalna Chhod Diya Hai..
Aaj Bhi Akele Hain Duniya Ki Bheed Main,,
Par Aisa Nahi Ki Maine Zamana Chhod Diya Hai..
Ek Raat Vo Mile Khwab Me
Hamne Pucha Kyo Thukraya Aapne?
Jab Dekha Unki Aankho Me Bhi Aansu The
Phir Kaise Puchte Kyo Rulaya Aapne
Pain And Rain Have Bonding
When U Are In Deep Pain
U Cry Like Rain
And
When U See Rain
U Miss Ur Loved Ones And
Feel The Same Pain..!
True Lines:
Loneliness Is A Special Enjoyment
When Chosen By Our Self
But
Hard To Digest
When Gifted By Others..!
Pyaar Karne Ka Hunar Hamein Nahi Aata.
Isliye Pyaar Ki Baazi Hum Haar Gaye.
Hamari Zindagi Se Unhe Bahot Pyaar Tha.
Shayad Isiliye Wo Hamein Zinda Hi Maar Gaye..!!