Wo Chhup Kar Bethe The,
Jab Hume Unki Chah Thi,
Hume Bhi Usi Waqt Aani Thi Maut,
Jis Waqt Unhe Humari Talash Thi,
Who Aate To Hain Magar Tan Se Nahi
Who Bhethe To Hain Magar Man Se Nahi
Kaun Kehta Hai Ki Who Pyaar Nahi Karte
Karte To Hain Magar Humse Nahi
Sab Honge Yaha Magar Hum Na Honge,
Humare Na Hone Se Log Kam Na Honge,
Aise To Bahut Milenge Pyar Karne Wale,
Hum Jaise Bhi Milenge Magar Wo Hum Na Honge
Muskurade Zindagi Karz Nibhna Hai,
Kitni Mushkilein Kyun Na Ho Khdam Age Badana Hai,
Kaante Na Chubhenge Pairon Mein,
Unhe Phool Samajh Kr Dikhlana Hai....................
Koi dikha ke roye,
Koi chhupa ke roye,
Hamein rulane wale hamein rulake roye,
Marne ka maza to tab hai yaron
Jab kaatil bhi janaaze par aake roye
Koi Achha Lage To Usse Pyar Mat Karna,
Uske Liye Neendein Bekaar Mat Karna,
Do Din To Aayenge Khushi Se Milne,
Teesre Din Kahenge Mera Intezar Mat Karna
Jaane Kyu Log Hame Aajmate Hai
Kuch Pal Sath Rahne Ke Baad Dur Chale Jate Hai
Sach Hi Kahte Hai Log Ki Sagar Ke Milne Ke Baad
Log Barish Ko Bhul Jate Hai
Jaan Kar Bhi Wo Mujhe Jaan Na Paye,
Aaj Tak Wo Mujhe Pehchaan Na Paye,
Khud He Kr Li Bewafai Humne,
Taaki Unpar Koi Ilzaam Na Aaye
Aye Mohabbat Tere Anjaam Pe Rona Aaya
Jaane Kyon Aaj Tere Naam Pe Rona Aaya
Yun To Har Sham Umedon Mein Guzar Jaati Hai
Aaj Kuch Baat Hai Jo Sham Pe Rona Aaya
Dur ho gaye hamare chahne wale,
Yaad bahot aaye hume bhulne wale,
Mit gaye the hum jinki chahat mein
Wo kabhi laut ke nahi hain aane wale…