दिल तो भर ही जाना था उसका आखिर....
सदियों की मोहब्बत पलों में लूटा जो दी थी मैंने.....
Na Kar Tamanna Aye Dil Tu Kisi Ko
Paane Ki
Badi Bedard Nigahen Hain Is Zamane
Ki
Khud Ko Bana Le Kaabil Ab Tu Is Kadar
Ki Rakhe Log Tamanna Sirf Tujhi Ko
Paane Ki..!
Rishton Ki Dunia Me Aksar Aisa
Hota Hai
Dilse Inhe Nibhane Wala Hi Roota
Hai
Jhukna Pade To Jhuk Jana Apno
Ke Liye
Kyuki Har Rishta Ek Najuk Samjhota
Hota Hai..!
Tumne Bhi Hume Bas Ek Diyaa
Ki Tarah Samjha Tha
Raat Gehri Hui To Jala Diya Aur
Subah Hui To Bujha Diya..!
Jab Sawalon Ke Jawab Milne
Band Ho Jaye
To
Samjh Lo Ek Mod Lena Hai Raaste
Aur Rishte Dono Me..!
Nahi Chahiye Aisi Talluqat Jisme
Judai Ho
Aye Khuda Aisi Talluqat De Ki Unki
Roz Muh Dikhayi Ho..!
Mujhe Na January Ke Jane Ka
Gam Hai
Na February Ke Aane Ki Khushi
Wo Ab Bhi Kisi Aur Ke Hain
Wo Tab Bhi Kisi Aur Ke Rahenge..!
Socha Tha Duriyon Se Hamara Pyar
Aur Badhega
Pata Na Tha Ye Faasla Hume Aur Juda
Karega
Pyar To Aaj Bhi Tujhse Utna Hi Hai Mujhe
Bas Tujhe Ehsaas Nahi Hai Aye Bekhabar
Aur Maine Bhi Jatana Chhod Diya..!
Khoyi Thi Khud Me Tere Aane Se
Pehle
Usi Khud Ko Dhoondne Me Lagi Hu
Tere Jaane Ke Baad..!
Apni Mohabbat Ki Nakaamiyan Kya Kahu
Khwaish E Ishq Har Kadam Mujhe Rulaati
Hai
Wo Dusron Se Hans Hans Ke Milte Rahe
Meri Hi Badkismati Ashq Bahaati Rahi..!