Ek AAH jo DIL ko rula de,
Ek WAAH jo MAN ko bahla de,
Ek RAAH jo MANJIL ko mila de,
AurEk SMS jo apno ki YAAD dila de.
Kyu Yaad Aati Hai Teri,
.
Kyu Palkhe Bheeg Jati Hai Meri
.
Jahan,jahan Bhi Mere Aakhoon Se Wo Aasu Gire
.
Tasveer Banjati Hai Teri.
Jab Koi Pochta Hain Mujse,
Meri Zindagi Ki Qeemat Toh.
Mujhe Yaad Aajata Hain,
Uska Halka Sa Muskrana.
Kyu tujhiko dekhna chahti h meri aankhe
Kyu khamoshiya krti hai bs teri baatein,
Kyu itna chahane laga hoon tujhko main
Ki taare ginte huye kat-ti hai meri raatein
Tu hi kuchh bata de kya main karu inka
Hr pal jo mujhe tadpaati hai teri yaadein
Bhala Ho In Khwabon Ka Sanam
Hum Tumhe Dekh To Lete Hain...!
Haqiqat Kaho To Unko Khawab Lagta Hai,
Shikayat Karo To Unko Majak Lagta Hai,
Kitni Shiddat Se Unhe Yaad Karte Hai Hum,
Or Ek Wo Hai Jinhe Ye Sab Ittefak Lagta Hai...
Kuch Aansoo Hote Hain Jo Behte Nahi,
Log Apne Pyaar Ke Bina Duniya Mein Rehte Nahi,
Hum Jaante Hain Aapko Bhi Aati Hai Humaari Yaad,
Par Jaane Kyon Aap Humse Kehte Nahi.
By Ajooba Khan Wapp No. (9546661738)
Hum kitne bewafa hain
Ki ek dum un k dil se nikal gaye
MerE DosT
Un me kitni wafa thi
Ki aj tk hmare dil se Nahi Gaye.!!!
Tute dil k tukde jud nhi pate,
Dil me dag ho to bhul nhi pate,
Taklif ye nhi k wo hume yad nhi krte
Taklif ye h k hum unhe bhul nhi pate.
Aap apnay qareeb aanay nahin daitay,
Khud ko seenay say laganay nahin daitay,
Dil aap ki yaad main tarapta bhi bohut hay,
magar aap hamain aanso bahanay nahin daitay,
aap ki yaadon ko rook pana hay mushkil,
Rooth’tay hain to phir mananay nahin daitay…
By Ajooba Khan Wapp No. (9546661738)