"""""!GHAZAL!"""""
Phir Us K Jaate Hi yE DiL Sunsaan Ho K Reh Gaya
Acha BhaLa Ek Shehar Tha, Veeran Ho K Reh Gaya
Har Naqsh, BaatiL Ho Gaya Ab K Dayar-E-HiJJer mE!
Ek Zakhm Guzre Waqt Ka Mehmaan Ho K Reh Gaya
Kuch Din MuJhy, Aawaz Di Logon nE Us k Naam sE!
Phir Shehar Bhar mE Wo Meri Pehchaan Ho K Reh Gaya
Ek Khuwab Ho K Reh Gayein GuLshan sE Apni Nisbatein !
DiL Raiza-Raiza, Kaanch Ka GuLdaan Ho K Reh Gaya,....!!
*GHAZAL*
Adhore chand se faryad to kerta hoga
Wo mujhe ziyada nahi per yad to kerta hoga
Bhole se he sahi kbhi meri yad to ati hogi
Wo mere bare mei kuch irshad to krta hoga
Bohat masruf sahi din bhar
Phir b!
Tanhai mei kuch pal mere liye 'BARBAD' to krta hoga.
"Teri Aankhon k isharon ki bohat yaad aai"
"Aaj patt jhar me Baharon ki bohut yad aai"
"Jab larkharata howa nekla kabi Mehkhaney se"
"Teri baahon k saharon ki bohut yaad aai"
"Jab be haathon se mene ponchy hai aansu apne"
"Tery Daman k Kinaron ki bohut yaad aai"
"Aaj es ujrae howy shehr me mohsin humko"
"Apny bichry howy yaaron ki bohut yaad aai"
Sitary Bant'ta Hai wo,
Ziya Taqseem Karta Hai,
Suna Hai Habs-e-Mosam Me,
Hawa Taqseem Karta Hai..
Usi ki Apni Beti Ki,
Hatheli Khushk
Rehti Hai,
Jo Burrha Dhoop Me Aksar,
HINA Taqseem Karta Hai..
Koi Rokay Usay Ja Kar,
Sara-Sar Hai Ye Pagal Pan,
Jo Behron K Muhallay Me,
Sada Taqseem Karta Hai..
USI Se Maang Tu MOHSIN,
Baqi Chor De Sub Ko,
Jo Pathar Me B Keery Ko,
Ghiza Taqseem Karta Hai....!!
"GHAZAL"
Apny asool yun b kbi torny pary.
khata us ki thi Hath Mujhy jorny pary.
Aaya na jab Qarar Dil'E'beqarar ko.
Yadon k rukh us ki tarf morny pary.
Us ko to Mri yaad b i na aik din.
Apny paraye jis k liye chorny pary.
Wo shakhs khud bara ba'aSool tha.
Hamen apny asool jis k liye torny pary.
..Ghazal..
Kuch Unki wafaon ne luta
kuch unki inayat maar gae,
Hum raz-e-mohabat keh na sake chup rehne ki adat maar gae,
Dil ne b boht majboor kia
milne b laakho baar gaye,
G bhar k unhe na dekh sake aankho ki sharafat maar gae,
Wo kon hai jis ko jeene ka pegham mohabat deti hai,
Hm ko to zamane me ay dil!
be-dard mohabat maar gae,
Dono se hi shikayat hai ilzam ab kis par lagayen "zaIn",
Kuch dil ne hume barbad kia or kuch apni qismat maar gai.
Be ñåm müsåfir hööñ,
be nåm såfår merå,
Kis råh ñikål jåöñ, küch keh ñåhi såktå
Beñåm meri måñzil beñåm thikåñå håi ,
kis dår påy måin rük jåöñ,küch kèh ñåi såktå
Is påår tö röshåñ hå sårå merå råstå,
Üs påår åñdhèrå hö,
Küch keh ñåhi såktå
Tiñkåy ki tåråh måin bhi beh jåöñ såmåñdår måin,
Mil jåy gå kiñårå,
küch keh nåhi såktå
Mil jåy gi tåbeer mery khwåbööñ ki åik diñ,
YÅ KHWÅB BIKHÅR JÅEEÑ,
KÜCH KÉh ÑÅHì SÅKTÅ
Hum Teri Yaad k Pinjray Men Qayyd Panchi.
Urna Chahain Bhi To Ye Soch kr Urr Nahi Patay
Bahir Tanhayi ki Hawa Hogi
Be’Rehm Wqat ki Fiza Hogi
Kon Dalay Ga Teray Payar ka Dana Hum ko
Tujh Se Milnay ka Milay Ga Na Bahana Hum ko
Din kahan Guzrey GaUski
To khabar Hi Nahi
Kaisy Guzrey Gi RaatApna
To koi Ghar B Nahi
Bs yehi Soch kr Khud ko Smjhatay Hain Aksr
Teri Yadon Se Hi Dil ko Behlaty Hain Aksr
Hm Teri Yaad k Pinjry Men Qayyd Panchi.