Kuch Sitaro Ki Chamak Nahi Jati
Kuch Yado Ki Kasak Nahi Jati
Kuch Logo Se Hota Hai Aisa Rishta,
Ki Door Rehkar Bhi Unki Mehak Nahi Jati...
Agar kisi pal aapka koi apna aapko
taklif de or aapki aankho me aasu aa jaye to.
To un aasuo ko ye soch k poch lena ki
us pal shayad wo aapse jyada roya hoga..
Dil dharakta hai tujhe dekhun to,
Saans bhi meri rukne lagti hai…
Pyar itna hai mere dilmey sanam,
Rooh bhi meri khinch ne lagti hai…!
Chain milta hai jab mei dekhun tujhe,
Warna ya saans rukne lagti hai…
Mujhe rona nahi aata
Mujhe khona nahi aata
Ke tum bin jina mumkin nahi
Jo dard tum dena chahti ho mujhe wo
sahna ni aata
Tum to rah loge sath kisi aur ke magar
Main kya karu mujhe rishta badalna bhi
nahi aata
Tum to wakif ho andaz e guftgu ke
Mujhe to baat karne ka salika bhi nahi
aata
Tum to jeet jate ho lad jhagad kar bhi
Dekho mujhe to ladna bhi ni aata
Tum to khush rah loge mere bin
Dekho tumhare bina to mujhe jena bhi
nhi aata...
Dil se likhi bat dil ko chu jath hai,
kalam aksar he gahri bat kah jati hai.
ha kuch log milkar badal jate hai.
par kuch se mil kar jindgi badal jati hai...
Pyar use karo jo tumse pyar kare,
khud se bhi
Ziyada tum par aitabar kare.
tum bas ek bar
kaho ki ruko do pal,
aur wo un do paloke liye
puri zindagi intezar kare...
Waqt bhi thehara hai
Kaise kyun ye huaa
Kaash tu aise aaye
Jaise koi duaa
Tu rooh ki raahat hai
Tu meri ibaadat hai
Apne karam ki kar adaayein
Kar de idhar bhi tu nigaahein
Sun raha hai naa tu
Ro raha hoon main
Sun raha hai naa tu
Kyun ro raha hun main
Ek Ajnabi Se Baat Kya Ki Qayamat Ho Gayi,
Sare Shaher Ko Is Chahat Ki Khabar Ho Gayi,
Kyun Na Dosh Du Dil-E-Nadan Ko,
Dosti Ka Irada Tha Aur Mohabbat Ho Gayi....
Yeh bata tu khafa meri kis baat se h,
Tu bhi na uljhaa kar mujh se iss tarah,
jab tu acchi tarah waakif mere jazbaat se hai,
Me kaise ji lu tum se rooth kar Meri to har saans ka wasta teri yaad se hai...
KhWaBoN mEin wO aAti tO hAi
DiL mEin kYUn bASati NaHi
PYar aGar kaRti hai Wo
KyuN mujHko bAtAti nAhi..