Na tasvir hai tumhari jo didar
kiya jaye
na tum paas ho jo pyaar kiya jaye
ye kaun sa dard diya hai
aapne
na kuchh kaha jaye,
na tum bin raha jaye..
Teri har suba muskurati rahe
teri har shaam gungunati rahe
tu jise bhi mile iss tarah se mile
ki
har milne wale ko teri yaad
satati rahe…
Aankhon Me Armaan Diya Karte Hai,
Hum Sabki Neend Chura Liya Karte Hai,
Ab Se Jab Jab Aapki Palkay Jhapkeygi…..
samaj Lena Tab Tab Hum
Aapko Yaad kiya karte Hai…..!
Chaho to dil se hamko mitta dena
Chaho to humko bhula dena
Par Yeh wada karo ki aaye jo
kabhi yaad hamari
To rona nahi Bus muskura dena…
Agar hum na hote to ghazal kaun kehta,
Aap ke chehre ko kamal ko kehta,
Yeh to karishma hai mohabbat ka,
Varna pathro ko tajmahal kaun kehta..
Na khuda na dil banata na kisise pyar hota,
Na kisiki yaad ati na kisika intazar hota.
Dil diya hai ise sambhal ke rakhna,
Shishe se bana hai pathar se dur rakhna
Main Tujhse Aaj Ek Waada
Karta Hun,
Ki Main Saare Wadein
Nibhaunga,
Per Ek Waada Mujhe Tujhse
Bhi Lena Hai,
Jo Tuh Gar Kabhi Mujhe Dard
De
Bass Ye Keh Dena Ki Tuh
Anjaan Tha,
Varna Main Jeete Ji Marr
Jaunga !!
Happy Promise Day…
Tumhara dukh hum seh nahi sakte,
Bhari mehfil mein kuch keh nahi sakte,
Hamare girte hue aansuo ko pad kar dekho,
Woh bhi kehte hai ke hum
aapke bin reh nahi sakte…
Na sawaal banke mila karo,
Na jawaab banke mila karo,
Meri zindagi mera khwaab hai,
Mujhe khwaab banke mila karo…
Kya baat kahun un aankho ki
jin aankho pe mai marta hun woh aankhein jheel si
aankhein hain
jin mei doob k roz ubharta
hun mujhe dekhne k liye uthti
hain
milte hi nazar jo jhukati hain saare jahan mei aisi aankhein
nahi
jin aankho pe mai marta hun in aankho mei kabhi aansu na
aaye koi
kabhi bhi gham na paas aaye
koi sada muskuraati rahein ye
aankhein
har dam yeh dua mai karta
hun kya baat hai un aankho ki
jin aankho pe mai marta hun..