Wo aati hai mujhe staane ke liye,
Me jaata hun use manane ke liye,
Wo kahti hai tum mujhse pyar nahi karte,
Or me kahta hun ki tere siva
hum kisi or ko yaad nahi krte,
Usne mujhe chod diya kisi or ke liye,
Or humne bi chod di duniya sirf usi ke liye.
Ban kar ehsas meri dhadkan
ke paas rehte ho,
Tasvir ban kar meri ankhon
ke paas Rehte ho,
Puchna hai bas ek sawal..
Humse dur hokar kya aap bhi Udaas rehte ho.
Har Mulakat Par Waqt Ka Takaza Hua,
Jab Jab Use Dekha Dil Ka Dard Taza Hua,
Suni Thi Sirf Gazal Mein Judai Ki Bate,
Ab Khud Par Biti To Haqiqat Ka Andza Hua.
Ashik Tu Soch Tera Kya Hoga Kyuki,
Hashar Ki Parvah Main Nahi Karta,
Fanah Hona Rivayat Hai Tumhari,
Ishq Naam Hai Mera Main Nahi Marta..
Meri Band Aankhoin Ka Saccha
Kwaab Ho Tum,
Meri Tanhaio Ke Sawalo Ka
Javab Ho Tum,
Ab To duniya Bhi Ruth Jaye
To Gum Na Hoga Meri Duniya,
Kaynaat Mera Chaand Ho Tum…
Pyar Ki Wo Misaal Banayege Hum,
Aankhen Band Karoge To Nazar Aayenge Hum.
Bhar Denge Itna Pyaar Dil Mein
K,
Khud Se Pehle Yaad Aayenge Hum…
Tere Intazaar Ka Ye Alam Hai,
Tadapta Hai Dil Aakhein Bhi Nam Hai,
Teri Aarzoo Mein Jee Rahe Hai,
Warna Jeene Ki Khwahish Kam Hai..
Teri judai bhi hamein pyaar karti hai,
Teri yaad bahut bekrar karti hai,
Woh din jo tere sath guzare the,
Talash unko nazar bar bar karti hai.
“Lamhe judai ke bekarar
karte hain
Halaat mere mujhe lachaar
karte hain,
Aankhe meri padh lein wo
kabhi Hum khud kaise kahe ki unko
kitna pyar karte hain”
Sab kuch milta hai bas ek
“khudai” ke siwa,
zindagi bahut pasand aayi ek
“ruswai” ke siwa,
meri chahat ka ehsas bhi na
kar sako ge tum, us ki har ada pasand hai ke
“bewafai” ke siwa.