“Tera Khayal Durust Hai,
Ke Wo Khoobsurt Kai Magar..
“Muje Husn-e-yar Se Nahi,
Muje Apne Yaar Se Mohabbat H
Teri Baaho Me Aaj Mjhe Bikhar Jane De
Mahakti Huyi Sanso Me Muje Utar Jane De
Tanha Hai Raat Aur Mosam Sard Hain
Apni Saanso Me Aaj Mjhe Mahak Jane De
Khawabo Me Tere Mjhe Aaj Bahak Jane De
Ab na bato ki jarurat hai,
nigaho se ab sari baat kijiye
Bada ujala hai aapke noor se,
julfe khol k ab raat kijiye
Badi muddat se intjar me hu,
aapke sirhane nind ke liye
Apni baho ka sahara deke mjhe ye haseen khawab dijiye
Dur rahne se koi fark nahi padta
Baat Dilo Ki Najdikiyo Se Hoti Hain
Dil k rishte to kismat se hi bante h
Varna mulakat to hazaro se hoti h
Pyar “INSAN” Se Karo Uski “Aadat” Se Nahi
“Rutho” Unki “Baato” Se Magar Unse Nahi
“Bhoolo” Unki “Galtiya” Par Unhe Nahi
Kyuki “Rishto” Se Badhkar Kuch Bhi Nahi
Muje apne jism ki khusbu se madhosh kar do
Muje apni najuk si baaho me mehsoor kar do,
Laga k seene se muje saare gum dur kar do,
Main tumse juda na ho pau itna majbur kardo
Raho meri zulfon ki parchhayi mein
Aur toot kar mujhko pyaar karo….
Aaj mai mai na rahu,
aj mai “tum” ho jau
Apne pyaar se aisa mera shringaar karo
Parwah Kar Uski Jo Teri Parwah Kare
Zindagi Mein Jo Kabi Na Tanha Kare
Jaan Ban Ke Utar Jaa Uski Ruh Mein
Jo Jaan Se B Jyada Tujhse Wafa Kare
Khwab Bankar Teri Aankho Me Samana Hai
Dava Bankar Tere Har Dard Ko Mitana Hai,
Hasil Hai Mujhe Jamane Bhar Ki Khushiyan,
Meri har khushi ko bas tujh par lootana hain
Kisi Ko Toot Kar Chahne Se Koi Mohabbat Nahi Hoti…
Use Pane Ki Khwahish Rakhne Se Mohabbat Nahi Hoti
Mohabbat Toh Es Duniya Ki Wo Azeem Cheez Hain….
Jo Kisi Se Ek Baar Ho Jaaye Toh Phir Kisi Se Nahi Hoti