Isi Khayaal Me Guzri He Shaam-e-Dard Aksar
Ke Dard Had Se Barhe Ga To Muskura Don Ga
Barha Rahi Hain Mere Dukh , Nishaniyan Teri
Me Tere Khat , Teri Tasveer Tak Jala Don Ga
Un Ke Chehre Ki Baat Ho Jaye
Aaj Zikar-e-Gulaab Rehne Do
Tum Sanwaro Apni In Zulfon Ko
Meri Haalat Kharab Rehne Do
Chaand Badal Me Acha Lagta He
Aadhe Rukh Pe Naqab Rehne Do
Un Ki Chokhat Ko Chom Lon Mohsin
Baaqi Saaray Sawaab Rehne Do
Talism-e-Ishq Tha Sab Us Ke Sath Hone Tak
Khayal-e-Dard Na Aaya … Nijaat Hone Tak
Wo Is Kamaal Say Khela Tha , Ishq Ki Baazi
Me Apni Jeet Samajhta Tha, Maat Hone Tak
Aye Hasrat-E-Deedaar Yeh Kya Raaz
Hai Akhir
Ke Woh Samne Aatey Hain To Dekha
Nahin Jaata
Nazr-e-Muhbat Ka Kia Tawaan
Chahte Ho?
Dil Chahte Ho Ya Jan Chahte
Ho?
Parwa Nhi Anjame Muhabt Jo
Bhi Ho
Bus Ab Faisla Suna Do Jo Tum
Chahtay Ho?
Phoolon Ki Gali Ho Ya Ho
Kanto Ki Dagar
Le Jao Sanam Wahan Jahan tum
Chahte Ho
Be-His tum Nahi to Khamosh
Kyu Ho
Me Ne Kr Di Haan Ab Or Kia
Chahte Ho
Un Par Khul Raha Shayad Mera Raaz-
e-Ulfat...
Wo Mujhy Dekh Kar Ab Sharmaaty
Bahat Hain..!!
tere sath chahiay yah zindagi jine k liye,
tarsti hai yah teri aankhe tere deedar ko.
kab hatege yah kaale badal aasman sai,
kab aaygi yah sunheri dhup mere pyar ko lekar....
#A_k
use bta do ki mai ab apni duniya mai magan hon,
ya bhi bata dena ki meri duniya sirf tum ho....
#A_k
khuda kisi ka cahne wala nhi hota,
aesa koi manjr nhi jo usko pta nhi hota.
ham zikr kre bhi uska kis kaynaat sai,
uske bin to hwa mai ptta b idhr udhr nhi hota....
#A_k
हमने सोचा कि सिर्फ हम ही उन्हें
चाहते हैं,
मगर उनके चाहने वालों का तो काफ़िला निकला.
मैंने सोचा कि शिकायत करू खुदा से,
मगर वह भी उनके चाहने वालों में निकला...