=== "Pyar" Baarish Ka Naam Nahi Jo Barse Aur Tham Jaye,
"Pyar" Suraj Nahi Jo Chamke Aur
Doob Jaye..
"Pyar" To Naam Hai Saans Ka,
Jo Chale To "Zindagi"
Aur Ruke To "Maut" Ban Jaye..!
~~~ Dukh Me Khushi Ki Wajah Banti
Hai Mohabat,
Dard Me Yado Ki Wajah Banti Hai Mohabat,
Jab Kuch Bhi Acha Nai Lagta
Duniya Me,
Tab Jine Ki Wajah Banti Hai Mohabat.~~~
<<< Snehan >>>
<<< Fasakar Prem Karlena
Lekin Prem Karke Fasaana Mat,
Sochkar Prem Karlena
Lekin Prem Karke Sochna Mat,
Dil Tod Kar Prem Karlena
Lekin Prem Karke Dil Mat Todna.>>>
~^~ Snehan ~^~
Aashiqui Ek Panah Hai,
Koi Gunaah Nahi.
Aashiqui Ek Sohrat Hai,
Koi Juhrat Nahi.
Aashiqui Ek Sukoon Hai,
Koi Junoon Nahi,
Aur Aashiqui Ek Pyar Hai,
Koi Vyapaar Nahi.
~~~ Snehan ~~~
<<< Mohabbat Ye Nahi Ke Tum
Tadpo Aur Use Khabar Bhi
Na Ho,
Mohabbat Ye Hai Ke
Tumhara Dil Dharke To Uske
Dil Par Bhi Qayamat Ho..<<>
Jo Mile Use Pyar Karo
Its A Compromise,
Jise Pyar Karo Wo Mil Jaye
Its A Success,
Or Jo Na Milne Wale Hai Ye
Jaante Hue Bhi Sirf Use Se
Pyar Karo..
"Its True Love".!
{{{ Snehan }}}
~\\~ Mohabbat Zindgi Jeene Ka
Paigam Hoti Hai,
Mohabbat Sab Rishton Se Mahan Hoti Hai..
Mohabbat Ke Bina Jeena Bahut
Mushkil Hai,
Kyu Ki Ek Mohabbat Me Do Logon Ki Jaan Hoti Hai!~^~ ~^
<<< Chahat Wo Nahi Jo Jaan Deti
Hai,
Chahat Wo Bhi Nahi Jo Muskaan Deti Hai..
Aye Dost Chahat To Wo Hai,
Jo Paani Me Gira Ansoo Pehchan Leti Hai!
Pyaar Ka Matlab Khushi Aur Gham
Hota Hai Kisi K Liye,
Pyaar Ka Matlab Hansna Aur Rona Hota Hai Kisi K Liye
Badqismati Se Kuch Log Samajh Na Sake Pyaar Ko..
Ke Pyaar Ka Matlab Jeena Aur
Marna Hota Hai Kisi K Liye..!!
Pyar Se Pyar Jab Tak Na Karo
Jab Tak Pyar Apse Pyar Na Kare
Jab Pyar Apse Pyar Karne Lage
To Pyar Se Itna Pyar Karo
Ki Pyar Kisi Or Se Pyar Na Kare.