Tum bahut khoobsurat ho,
Tumse bhi khoobsurat hai andaaz tumhara.
Log kehte hain chand ka tukda ho tum,
Hum kehte hain chand tukda hai tumhara
Teri Kh0obsurti K0 Mere Alfaaz Chhuu Nahi Sakte..
Huj0om-e-Husn Mein T0u Tum Nawab Lagti H0. . .
Mujhe aapke honto par,
Bas ek Baar,
Please Bas ek baar,
Bohat dil chah raha hai.
Bas ek baar,
Muskurahat Dekhni Hai,
Please Muskura do naa..
Woh Mujh Se App Ka Pata Poch Rahi Thi
Shayad Use Kuch Kehna Tha
Maine Use App Ka Number Dia Hai
Wo Ati Hi Hogi
Us Ka Name Hai
"Muskurahat"
Aik Khas Khane Ki Tarqeeb
Ijza-E-Tarqeebi
Muhabbat Ki Char Chup
Umeed Ki Char Spoon
Wafadari Ke Do Cup
Narmi Ke Do Spoon
Maafi Ke Teen Cup
Aqidey Ke Char Hisay
Dosti Ka Aik Cup
Hansi Ka Aik Gol Gappa
Muskurahat Ka Khane Ka Iak Spoon
Tayar Karne Ka Tariqa
Muhabbat Aru Wafadari Ko Lain
Aqiday Ka Chukao Wafir Miqdar Main Hansi Ke Sath Karein
Isko Dhoop Main Pakain Aur
32 Danto Ki Muskurahat Ke Sath Paish Karrein
Raton me jugno ki
“jagmagahat”
Asman me taron ki
“jhilmilahat”
Thandi Wadiyon me hawaon ki
“Sarsarahat”
In Sabse Khubsurat ha Ap ki
“MUSKURAHAT”
Itna Khoobsurat Chehara Hai Tumhara
Har Dil Diwana Hai Tumhara
Log Kehate Hai Chand Ka Tukda Ho Tum
Lekin Ham Kehate Hai Chand Tukda Hai Tumhara..
Tu Chand Aur Main Sitara Hota,
Aasmaan Mein Ek Aashiyana Humara Hota,
Log Tumhe Door Se Dekhte,
Nazdeeq Se Dekhne Ka Haq Bas Humara Hota..
Is najar se na
dekha
karo
Hume
log hume bhi
aashique
ke naam se
badnam na kar de
Kisiko Pas Ane M Wqt Lgta He,
Kisiko Apna Banane M Waqt
Lgta He.
Jb Manga Hmne Apko Khuda Se,
To Usne Kaha Parmal Yaar,
Itna Pyara maal Banane Me Waqt Lgta He.