किसी भी मौसम में खरीद लीजिये जनाब.
मोहब्बत में जख्म हमेशा ताजे ही मिलते हैं।।
इंसान की असल मौत उस वक़्त होती है,,
"जब वो मोहब्बत करने वाले के "दिल और दुआओ" से निकल जाता है...
Na Jaane Kyu Ye Aankhen Udhas Rehti Hai,
Inn Aankhon Mein Kisi Ki Pyaas Rehti Hai,
Ye Jaan Kar Bhi Ki Wo Meri Kismat Mein Nahi,
Phir Bhi Kyu Unhe Paane Ki Aas Rehti Hai.
Rulaane Se Pehle Ek Baar Hasaya To Hota,
Kasoor Kya Hai Iss Dil Ka Bataya To Hota,
Mili Saza Uss Khata Ki Jo Na Ki Kabhi Hamne,
Kaash Yeh Dil Kabhi Kahi Lagaya Na Hota.
Pyaar Karke Jatayein Ye Jaruri To Nahi
Yaad Karke Koi Bataye Ye Jaruri To Nahi,
Rone Wala To Dil Me Hi Ro Leta Hai,
Aankh Me Aansoon Aayein Ye Jaruri To Nahi
उसने जब पूछा की
जिंदगी किसने बर्बाद की
.
.
हम ने ऊँगली उठाई
और अपने दिल पे रख दी….!!
नफरत हो गई है मोहब्बत नाम के शब्द से ही मुझे ।।
ना जाने कितने मासूमो की ज़िन्दगी बर्बाद कर चूका है ये ।।।
कलम भी रो पड़ी है दर्दो गम लिखते लिखते मेरा ।।
कहती है तबाही का मंज्ज़र इस कदर नहीं देखा कभी मेने।।
Dua Na Karna Hamare Liye,
Hamein Dua Ki Zarurat Nahi,
Karni Ho To Bd'Dua Karna Hamare Liye,
Kyonki Kisi Ko Aab Hamari Zarurat Hi Nahi...
Is Behte Dard Ko Mat Roko
Ye To Saza Hai Kisi Ke Intezaar Ki
Log Inhe Aansu Kahe Ya Deewangi
Par Ye To Nishani Hain Kisi Ke Pyar Ki.Ki