Tumse Bichrey To Maloom Hua K,
Mout Koi Cheez H Ghalib
Zindigi To Woh Thi Jo,
Hum Teri Mehfil Mein Guzaar Aaye.
Jis Jis Ne Mohabbat Me
Apne Mehboob Ko Khuda Kar Diya
Khuda Ne Apne Wajood Ko Bachane Ke Liye
Unko Juda Kar Diya....!
Jab niklta hai koi dil mein bas jaane ke baad
Dard kitna hota hai bichhad jaane ke baad..
》
Jo paas hota hai uski qadar nahi hoti .
Kami mehsoos hoti hai door jaane ke baad ..
By Ajooba Khan Wapp No. (9546661738)
जब वो पास थी तो जन्नत
सी लगती थी जिन्दगी
ए-जान
अब तो हर साँस जिन्दा रहने की वजह
पुछती है....
मौत से पहले भी एक मौत होती हे ,
देखो तुम किसी अपने से जुदा होकर ।
Iss Qadar Shiddat Se Chaha Tha
Maine Usko...
Agar Dushman Bhi Hota To Sath
Nibhata Umar Bhar..
Tumse Bichde To Maloom Huva Ki
Mout Bhi Koi Chiz Hai...
Zindagi To Wahi Thi Jo Ham Teri
Mehfil Me Guzaar Aaye..!!
ummeed dil ki totne ne dena,
kisi sathi ka sath bich rah mai chotne ne dena.
bdi taqleef hoti hai jab wo hota hai juda,
whi wo lamha hota hai lagta hai rab khafa.....
#A_k
Bahut Udaas Hai Koi Shakhs Tere Chale Jaane Se;
Ho Sake To Laut Kar Aaja Kisi Bahaane Se;
Tu Lakh Khafa Sahi Magar Ek Baar To Mud Kar Dekh;
Koi Toot Geya Hai Tere Door Chale Jaane Se!
khwaish toot si gyi hai..
Apne rooth se gye hai..
Dil ka dard sunaye to sunaye kisko
Jo pass the najre ke..
Wo dur ho gye hai..