Kitna aur dard dega bas itna bata de
Aisa kar maalik ab meri hasti mita de,
Yun ghut ghut ke jina maut se badtar hai
Kbhi na khulein aankhein tu aisi nind sula de.
Ye kasmein ye rasmein ye zamane ka darr
Rulayegi mujhe teri narajgi umar bhar ,
Bas maangta hun tujhse tujh pe fannah hone ka haq
Chahe zehar dede mujhe ya fire mera qatl kar.
Zindgi K Safar Ko Lafzo Main Piroya Hai,
Apni Har Gazal Ko Dard Main Bhigoya hai,
Plz Aaj Wah Wah Na Kehna ,
Qki Aaj Fir Yeh Dil Kisiki Yaad Main Roya Hai.
Sirf ik baar apny honton se mujy apna keh do . . .
.
.
.
.
Phir mehfil mei raqeebon ka tamasha dekho . . .
Unhe Nafrat Thi Humse Toh Izhaar Kyun Kiya,,,
Dena Tha Zahar To Pyar Kynu Kiya,,,
De Kar Zehar Bole Peena Hoga,
Jab Pee Gaye To Bole Tumhe Meri Kasam Jeena Hoga:-( —
Kisi gair ko apna banana asan
nhi hota,
Wo bewafa hai ye jaan kr bhi
kisi ko dil mein basana asan nhi
hota,
Maloom hai ke wo ek baar chalee gaye,
To laut kr nahi aayenge,
Magar kya karen kisi ko itni
asani se,
Bhool jaana asan nhi!
Maut Ke Baad Yaad Aa Raha Hai Koi,
Mitti Meri Qabr Se Utha Raha Hai Koi,
Ae Khuda! Do Pal Ki Zindagi Aur Dey De,
Meri Qabr Se Udaas Ja Raha Hai Koi
Taqdeer Ke Likhe Pe Kabi Sikwa
Na Kiya Karo..
Dosto
Qki
Phool Bhi Khush Rehta Hai
Kaanto Ki Bheed Me..
Tanha Thi Zindagi Lamho Ki Bheed Mein
Socha Koi Dost Nahi Takdeer Main
Par Jab Aap Dost Bane To Aisa Laga,
Jaise Kuch Khas Tha Kismat Ki Lakeer Mein
Umar Ki Raah Mein Raste Badal Jate Hai,
Waqt Ki Aandhi Me Insan Badal Jate Hai,
Sochte Hai Tumhe Itna Yaad Na Kare Lekin,
Ankh Band Karte Hi Irade Badal Jate Hai…..
(¯`v´¯)
`•.¸.•´ ... ¸.•°*”˜˜”*°•. •