Wafa Shayari
Mohabbat Phool Hai Jana,
Kaho To Phool Ban Jaon,
Tumhari Zindagi Ka 1,
Haseen Asool Ban Jaon.
Suna Hai Rait Pe Chal K,
Tum Aksar Mehek Jaty Ho,
Kaho To Abb K Bar Mein,
Zameen Ki Dhool Ban Jaon.
Buhut Nayab Hote Hen,
Jinhey Tum Apna Kehte Ho,
Ijazat Do K Mein Bhi,
Is Qadr Anmol Ban Jaoon
Hum Apni Wafa Ka Yakin Tumko Dila Na Sake
Tumse Gaye Door Kya, Fir Paas Aa Na Sake
Iss Kadar Toot Kar Chaha Tujhe
Key Tere Baad Hum Kisi Aur Ko Chah Na Sake
Hamen jeene nahi deti hai yah gujri hui yaaden ,
Hum se bhooli nahi jaati hai yah biti hui baaten ,,
Ab kaise kahen tumse hum dost teri baaten ,
Hamen har pal yaad dilati hai teri har choti-choti baaten ..
Gum ka ehsaas unko hone na diya,
Hum roye unko rone na diya,
Ab use khush rakhna Ae khuda,
Jisne chain se hamko sone na diya…
Kaise hai ye duniya ham samjh nahi paaye.
Bhikare hue sapne ham jod nahi paaye,
sayad honge ham hi itne Bure,
Jo kisi ke dil mai ham utar nahi paaye…
Kuch uljhe sawalo se darta hai dil,
Naa jane kyu tanhai mai bhkhadta hai dil,
Kisi ko pana koi badi baat nahi hai,
Par kisi ko khone se darta hai ye dil…
Iss pathar ki duniya mein,
Aksar dil tut jaya karte hai..
Ankehn bhi sambhal kar band karna,
Mere dost, palko ke bich bhi,
Sapne tut jaya karte hai…
Pyar ke ujale me gham ka andhera kyu aata hai,
Jisko hum chahe wahi kyun rulata hai,
Mere khuda agar woh mera nasib nahi to aise logon se hume milata kyun hai…
Itna Rulaya Kisi Ne Muskurana Bhul Gye
Dil Toda K Dil Lgana Bhul Gye
Dunia Ne Itne Fareb Diye Risto K Naam Pr
Ab Kisiko Apna Bnana Bhul Gye….
Unse door jaane ka irada naa tha
Sada saath rehne ka wada bhi naa tha
Vo yaad nahi karega jante the hum
Par itni jaldi bhool jayega andaaza naa tha…!!