“Lamhe judai ke bekarar
karte hain
Halaat mere mujhe lachaar
karte hain,
Aankhe meri padh lein wo
kabhi Hum khud kaise kahe ki unko
kitna pyar karte hain”
Sab kuch milta hai bas ek
“khudai” ke siwa,
zindagi bahut pasand aayi ek
“ruswai” ke siwa,
meri chahat ka ehsas bhi na
kar sako ge tum, us ki har ada pasand hai ke
“bewafai” ke siwa.
Na tasvir hai tumhari jo didar
kiya jaye
na tum paas ho jo pyaar kiya jaye
ye kaun sa dard diya hai
aapne
na kuchh kaha jaye,
na tum bin raha jaye..
Kisi ko paas aane mein waqt
lagta hai
kisi ko apna banane mein
waqt lagta hai
jab manga khuda se apko usne kaha
“anmol cheez pane mein waqt lagta hai”
Teri har suba muskurati rahe
teri har shaam gungunati rahe
tu jise bhi mile iss tarah se mile
ki
har milne wale ko teri yaad
satati rahe…
Aankhon Me Armaan Diya Karte Hai,
Hum Sabki Neend Chura Liya Karte Hai,
Ab Se Jab Jab Aapki Palkay Jhapkeygi…..
samaj Lena Tab Tab Hum
Aapko Yaad kiya karte Hai…..!
Tarasti Nazaron Ki Pyas Ho Tum,
Tadapte Dil Ki Aas Ho Tum,
Bujti Zindagi Ki Sas Ho Tum,
Phir Kaise Na Kahu?..
Kuch Khas Ho Tum…
Chaho to dil se hamko mitta dena
Chaho to humko bhula dena
Par Yeh wada karo ki aaye jo
kabhi yaad hamari
To rona nahi Bus muskura dena…
Agar hum na hote to ghazal kaun kehta,
Aap ke chehre ko kamal ko kehta,
Yeh to karishma hai mohabbat ka,
Varna pathro ko tajmahal kaun kehta..
Na khuda na dil banata na kisise pyar hota,
Na kisiki yaad ati na kisika intazar hota.
Dil diya hai ise sambhal ke rakhna,
Shishe se bana hai pathar se dur rakhna