dasht-e-Wafa Mein Pyaas Ka Aalam Ajeeb Tha
Dekha To Aik Dard Ka Darya qareeb Tha
Guzray Jidhar Jidhar Se Tamanna Ke Qaafilay
Har Har Qadam Pe Aik Nishaan-e-Saleeb Tha
Kuch Aisi Meharban To Na Thi Hum Pe Zindagi
Kyun Har Koi Jahan Mein Hamara Raqeeb Tha
Kya Kya Lahu Se Apne Kiya Hum Ne SurKharoo
Us Door K Nagar Ko Jo Dil K Kareeb Tha
Apna Pata Tou usne Diya Tha Mujhay QATEEL
Main Khud Hi Kho Gaya To Yeh Mera Naseeb Tha
Main Muntazir Hoon Barish Ka,
Fasl-E-Bahar Say Pehlay
Main Muntazir Hoon Phoolon Ka,
Rahon Main Khaar Say Pehlay
Haan Us K Wastay Sooli,
Pe Char Gaya Tha Main Laikin
Maktal Main Sang Utha Paya,
Koi Na Yaar Say Pehlay.
Aur Kab Tak Gam Sehna Hai Mujhko..
Sab Kuch Dekh Kar Chhup Rehna Hai Mujhko..
Khuda Bhi Nahi Sunta Fariyaad Meri..
Aur
Kis Se Kahu Jo Kehna Hai Mujhko..!
Rango Ki Masti Pholon Ki Bahar
Basant Ki Patangen Urne Ko Beqarar
Thori Si Garmi Halki Si Phoar
Bahar Ka Musam Ane Ko Tayar
Hum Tere Saath Chalenge Tu Chale Ya Na Chale..
Tera Har Dard Sehenge Tu Kahe Ya Na Kahe..
Hum Chaahte Hain Ki Tum Sada Khush Raho..
Hum Chaahe Rahen Ya Na Rahen..!
Kya kahu teri tarif me ki labz kam pad jate.......
Tere chehre par khusi dekh kar palko me aansu nam pad jate h..
Tere samne phulo ki mahak kya h sanam ......
Teri is pyari hasi ko dekh kar chand tare bhi nam pad jate h..
Sapna Khushi Pane Se Pura Nahi Hota,
Koi Kisi K Bina Adhora Nahi Hota.
Jo Chand Roshan Karta Hai Rat Bhar Sab Ko,
Har Raat Woh Bhi To Poora Nahi Hota…..:)<
Kabhi bin bataye tujhse ruksat ho jayengi khushiya........
Phir yad aayengi tujhe meri bate aur meri pyar bhari galtiya.....
Jindagi ka koi bharosha nahi kab chod jaye mera sath.......
Jile in haseen palo ko mere sath
varana rah jayengi keval khamoshiya........
Expectations Are A Gift Not A Curse..
When People Expect Something Decent From U..
It Means U Have Given Them Reasons..
To
Believe In U..!
From Every Fight With Our Dear Ones..
We Get Better Understanding..
But
When Not Solved Properly
They Remain As Scratches In Heart..!