Mera Bhi Tere Jaisa Haal Hai
Jeena Aur Marna Tere Naal Hai
Teri Raahen Kabhi Ho Naa Juda
Meri In Raahon Se
Tujhe Sab Se Chhupa Ke Apne Sine
Se Laga Ke
Sachin Rakkhega Tujhe Apni Baahon
Me...!!!!!!
Nazar Nazar Me Hi Baate Hazar Kehte Ho
Paani Ki Dhara Bane Zindagi Me Behte Ho
Mai Aapke Liye Sab Kuch Bhulaye Baithi Hu
Aur Ek Aap Ho Jo Dur Dur Rehte Ho...!!!
Apni Marzi Se Kahan Apne Safar Ke Hum Hain
Rukh Hawaon Ka Jidhar Ka Hai Udhar Ke Hum Hain
Pehle Har Cheez Thi Apni Magar Ab Lagta Hai
Apne Hi Ghar Me Kisi Dusre Ghar Ke Hum Hain
Rukh Hawaon Ka Jidhar Ka Hai Udhar Ke Hum Hain...!!!!!!
Waqt Ke Saath Hai Mitti Ka Safar Sadiyon Se
Kisko Maloom Kaha Ke Hain Kidhar Ke Hum Hain
Chalte Rehte Hain Ke Chalna Hai Musafir Ka Naseeb
Sochte Rehte Hain Kis Rahgujar Ke Hum Hain
Apni Marzi Se Kahan Apne Safar Ke Hum Hain...!!!!!!
Yeh Mere Raat Din Kiske Khayalon Me Guzarte Hain
Jawab Iska Tum Apne Dilse Hi Maloom Kar Lena
Judaai Kii Shikan Tum Ko Nazar Aayegii Chehre Par
Merii DP Ko Fursat Me Zaraa Sa Zoom Kar Lena....!!!!
Pehle Mujh Par Believe Kar Lena
Phir Mohabbat Achieve Kar Lena
Evening Me Tumse Baat Karnii Haii
Phone Meraa Receive Kar Lena
Merii Darling Tum Ko Merii Kasam Haii
Please Call Meraa Receive Kar Lena....!!!!
Chanchal Chaal Hiraniya Jaisi Bholi
Bhali Lagti Hai
Roop Ka Sagar Hokar Bhi Woh Saade
Pan Se Sajti Hai
Khil Kar Phool Bikhar Jaate Hain Woh
Aise Muskaati Hai
Woh Ladki Mujhse Milne Ko Sakhiyon
Ke Sang Aati Hai...)
Woh Pyar Se Nafrat Karte Hain
Hum Hain Ki Unhi Par Marte Hain
Ab Kaise Nibhe Mushkil Hi Toh
Hai Mushkil Hi Toh Hai
Takraa Gaya Tumse Dil Hi Toh Hai
Dil Hi Toh Hai... (:
Badal Ka Woh Garazna Woh Bizli Ka
Chamchamana
Ghabra Ke Unka Mere Seene Se Lipat
Jana
Shaano Par Sar Jhuka Kar Kaano Ko
Choom Lena
Woh Mujhse Wade Karna Woh Kasme
Mujhko Dena
Main Jo Rooth Jaau Woh Manaa Lete
Hain...!!!!!!
Chanchal Chanchal Aankhen Hain
Bholi Bhali Baaten Hain
Uske Khwabon Me Katt Ti Meri Saari
Raaten Hain
Roz Subah Aangraayi Lekar Khidki Se
Muskaati Hai
Woh Ladki Bas Ek Nazar Me Deewana
Kar Jaati Hai...)