Toota Ho Dil To Dukh Hota Hai
Karke Mohabbat Kisi Se Ye Dil Rota Hai
Dard Ka Ehsaas To Tab Hota Hai Jab
Kisi Se Mohabbat Ho Aur Uske Dil Mei Koi Aur Hota Hai
Teri yaadon ke chiragon ko jalaya har shaam,
Teri baato ko seene Se lagaya har shaam,
Maangi khuda se teri khushi ki duayein,
Tanha baith ke haatho ko uthaaya har shaam
Yaad Teri Hume Itni Aayi,
Ke Teri Yaado Ke Saaye Me Jine Laga,
Dost To Dost Meri Halat Ko Dekh,
Khud Khuda Bhi Rone Lagaaaa,
Wo Chhup Kar Bethe The,
Jab Hume Unki Chah Thi,
Hume Bhi Usi Waqt Aani Thi Maut,
Jis Waqt Unhe Humari Talash Thi,
Bewafai Unhone Ki Saja Hume Mili,
Pyaar Humne Kiya,gunah Unse Hue,
Chot Usse Lagi To Dard Mujhe Hua,
Ghav To Uske Bhar Gye,
Par Nissaa Mere Baaki Reh Gye.
Woh To Apne Dard Ro-Ro Ke Sunate Rahe
Humari Tanhayion Se Ankh Churate Rahe
Aur Hume Bewafa Ka Naam Mila, Kyunki
Hum Har Dard Muskura Kar Chipate Rahe
Who Aate To Hain Magar Tan Se Nahi
Who Bhethe To Hain Magar Man Se Nahi
Kaun Kehta Hai Ki Who Pyaar Nahi Karte
Karte To Hain Magar Humse Nahi
Tumse kiya pyar hamne bhool yah mujhse hui
Apne hatho jahar khaya, bhul ye mujhse hui
Jan ke dushman ko ham jane ja kahte hain
Apna jan mal sab kuchh lutaya bhul ye mujhse hui
Teri har bat ka aitbar hamne kiya
Tune hi mere dile aashna ka khun kiya
Tere hi liye main jahan se takraya, bhul ye mujhse hui
Ab bhi teri shokh chanchal adaye kahti hai
Ab bhi teri Bewafai mere dil main saye ki tarah rahti hai
Raton main jata tha milne bhul ye mujhse hui
Leta hoon jab rat ki tanhaiyon main karwat
Kanta ban kar chubhta hai mujhko bistar
Uss Khuda ko chhod kar “FARID”
Ibadat teri ki, bhul ye mujhse hui.
Tumhari Duniya Se Chale Jane Ke Baad Hum Tumhe
Har Ek Tare Me Nazar Aaya Karenge
Tum Har Pal Koi Dua Mang Lena
Aur Hum Har Baar Toot Jaya Karenge
Tujse dosti karne ka hisab na aya,
Mere kisi bhi sawal ka jawab na aya,
Hum to jagte rahe tere hi khayalo me,
Aur tujhe so kar bhi hamara khawab na aya.