Waqt Se Jyada Zindagi Mein,
Koi B Apna Aur Paraya Nahi Hota
Agar Waqt Apna H To Sabhi Apne Hote H
Aur Agar Waqt Hi Paraya Ho To
Apne Bhi Paraye Ho Jate Hain
Sirf ek ehsaas karne ka andaaz badal jaya karte hai
Varna aanchal aur kafan ek hi dhaage se bante hai
“Tera Khayal Durust Hai,
Ke Wo Khoobsurt Kai Magar..
“Muje Husn-e-yar Se Nahi,
Muje Apne Yaar Se Mohabbat H
Dil Me Ho Aap Toh Koi Aur Khaas Kaise Hoga
Yaado Mei Aapke Siva Koi Paas Kaise Hoga
Hichkiya Kahti Hain Aap Yaad Karte Ho,
Par Bologe Nai To Hume Ehsaas Kaise Hoga
Teri Baaho Me Aaj Mjhe Bikhar Jane De
Mahakti Huyi Sanso Me Muje Utar Jane De
Tanha Hai Raat Aur Mosam Sard Hain
Apni Saanso Me Aaj Mjhe Mahak Jane De
Khawabo Me Tere Mjhe Aaj Bahak Jane De
Ab na bato ki jarurat hai,
nigaho se ab sari baat kijiye
Bada ujala hai aapke noor se,
julfe khol k ab raat kijiye
Badi muddat se intjar me hu,
aapke sirhane nind ke liye
Apni baho ka sahara deke mjhe ye haseen khawab dijiye
Mere honton se tere honton ko geela kar du
Tere honto ko mein aur bhi raseela kar du
Tu es kadar pyar kare ke pyar ki inteha ho jaye,
Tere honto ko chus kar tuje or n joshila kar du
Dur rahne se koi fark nahi padta
Baat Dilo Ki Najdikiyo Se Hoti Hain
Dil k rishte to kismat se hi bante h
Varna mulakat to hazaro se hoti h
Pyar “INSAN” Se Karo Uski “Aadat” Se Nahi
“Rutho” Unki “Baato” Se Magar Unse Nahi
“Bhoolo” Unki “Galtiya” Par Unhe Nahi
Kyuki “Rishto” Se Badhkar Kuch Bhi Nahi
Choti Si Baat Pe Log Rooth Jaate Hain,
Haath Unse Anjaane Mein Chut Jate Hain
Kehte H Bada Najuk H Apnepan Ka Rishta
Esme Haste Haste Bhi Dil Toot Jate Hain