Uss Phool ki khushbu to bht pyari thi.....!!
Par Afsos k zalim kanton ne hamein choone na diya....
Kal bhi kal ki bat huwi,
aaj bhi kal me beet gaya,
kal phir kal me aaj huwa,
phir youn hi zamana beet gaya,
Tumse Pyar Kar Ke Main Deewano Mein Shamil Hua,
Pal Pal Teri Yad Mein Jalkar Parwano Mein Shamil Hua,
Jis Anjam Ke Hone Se Darta Tha Usi Ka Sheekar Hua,
Aakhir Teri Barat Mein Barati Bankar Shamil Hua…
kitni tahjib se baitha hun aaaj nazron ko jhuka kr
"DOST"
kabhi socha bhi nahi tha k zindagi mujhe bhi udas kr degi
Hame bhi pyar karne ka kheyal aaya..
Jab bhi kheyal aaya khud ko tanha paya..
Dhoondte rahe is duniya me dost,
Kisi ko ajnabi to kisi ko bewafa paya.....
Najar Jab Unse Milti Hai, Main Khud Ko Bhul Jata Hu
Dhadkan Dhadkati Hai, Main Us Me Sama Jata Hu
Main Aksar Ye Kahta Hu, Main Tumse Pyar Karta Hu
Magar Jab Ye Baat Wo Kahti Hai,
To Main Sari Dunia Bhul Jata Hu.
"Tum Janthy thy na k Tumharay Siwa K0i nahi Mera...
""'''....ay Dost...."'"
"Phir bta0 na Tanha Kis Ke Saharay Ch0rr Diya Hai tum ne muje...
Dard Se Hum Ab Khelna Seekh Gaye,
Hum Bawafai Ke Saath Jeena Seekh Gaye,
Kya Batayein Kis Kadar Dil Toota Hai Mera,
Maut Se Pehle, Kafan Aud Ker Sona Seekh Gaye…!!
Qismat Buri,
Yaa Main Bura,
Ye Faisla Na Ho Saka,
Hum Har Kisi K Ho Gaye,
Afsos Koi Humara Na Ho Saka..
Ab Toh Gham Sehne Ki Aadat Si Ho Gayi Hai,
Raat Ko Chhup - Chhup Rone Ki Aadat Si Ho Gayi Hai,
Tu Bewafa Hai.....Khel Mere Dil Se Jee Bhar Ke,
Humein Toh Ab Chot Khaane Ki Aadat Si Ho Gayi Hai..