सुना है बहोत काँटे हैं उस राह में ,
जिस मंज़िल से मोहब्बत हो गई है हमें ,,
शहर में हजारों कत्ल किये हैं जिसने ,
उसी कातिल से मोहब्बत हो गई है हमें ,,
कौन कहता है हम उसके बिना मर जायेंगे
हम तो दरिया है समंदर में उतर जायेंगे
वो तरस जायेंगे प्यार की एक बून्द के लिए
हम तो बादल है प्यार के किसी और पर बरस जायेंगे
खुदा की रहमत में अर्जियाँ नहीं चलतीं
दिलों के खेल में खुदगर्जियाँ नहीं चलतीं
चल ही पड़े हैं तो ये जान लीजिए हुजुर,
इश्क़ की राह में मनमर्जियाँ नहीं चलतीं !
Jee Bhar Ke Rote Hain To Karaar Milta Hain,
Es Jaha Mein Kahan Sab Ko Pyar Milta Hai,
Zindagi Guzar Jati Hai Imtihano K Daur Se,
Ek Zakhm Bhrta Hai To Dusra Taiyar Milta H
Tanhai Jub-muqaddar Mein Likhi Hai,
To Kia Shikayat Apnon Aur Bayganon Se,
Hum Mit Gaye Jin Ki Chahat Main,
Woh Baaz Nahin Aatay Hamain Azmanay Se
Bachpan Me Jb Khilona Tut Jata Tha,
Hum Kitna Rote The Par
Phir B Gehri Neend Me Sote The,
Or
Ab Dil B Tute To Roya Nhi Krte,
Par Fir B Raat Bhar Soya Nhi Krte.
Chal Diye Woh Hamko Bhulakar.
Bhari Mehfil Me Hamko Rulakar.
Ab To Aur Nikhar Gaye Hai Woh.
Kajal Jo Lagaya Hai Mere Dil Ko Jalakar.."
Chahat M Kisi Ko Ye Saza Na Dena
Mohobbat Koro To Fir Daga Na Dena
Jo Tumhre Bina Ek Pal Bhi Ji Na Sake
Use Kabhi Lambi Umar Ki Dua Na Dena.
Khafa-Hone Se Pehle Khata Bata Dena,
Rulane Se Pehle hasna Sikha Dena,
Agar Jana Ho kabhi Humse Dur aapko,
To Pehle BINA SAANS LIYE JEENA SIKHA DENA.
Mujhy yaad aa-kar itna be-chain na kro…!
Bs ik ye hi sitam kaafi hai k sath nahi ho tum…!