Tum aj har sans k Sath yad a rahy ho
.
.
.
.
.
.
.
.
Ab teri yad ko roku k
Apni sans hi ko rok dun.!
Dil Chahta Hai Ke Tujhe Apna Bana Loon..
Khud Ko Bhool Jaon Or Tujh Main Samaloon..
Ab Lafzoon Se Ye Dil Behalta Naheen…
Dil Chahta Hai Ke Tujhe Apney Pas…
Dard Kitna Hai Bata Nhi Sakte,
Zakham Kitne Hain Dikha Nhi Sakte,
Aankhon Se Samajh Sako To
Samajh Lo,
Aansu Gire Hai Kitne Gina Nahi Sakte..
Jaam pe jaam peene se kya fayeda,
Raat guzri to utar jayegi,
Kisi ki aankhon se peeyo khuda ki
kasam,
Umr saari nashe mein guzar
jayegi…
`
Wo Zindgi hi kya jisme Mohabbat
nahi,
Wo Mohabbat hi kya jisme Yaadein
nahi,
Wo Yaade kya jisme Tum nahi,
Aur woh Tum hi kya jiske saath
Hum nahi…
I Know Your Life Can Go On Without Me,
That You Can Be Happy Without Me,
That You Can Survive Without Me,
But Even If You Turn Me Away,
I Will Still Choose To Stay With You,
Be Your Sweetest Stranger Forever…
Kash Ke Hum Unke Dil Pe Raaj Karte
Jo Kal Thi Wo Mohbbt Aaj Karte
Hume Gam Nahi Unki Bewafai Ka
Arman Tha Hume Bhi,
Apni Mohabat Pe Naz Karte.
Kisi ke Paas Aane Me Waqt
Lagta H: ko Apna Banane Me Waqt
Lagta Hain,
Humne Bahut Pahle Manga
Tha Aapka Pyar,
Par khuda Ne kaha Anmol Cheez
Pane Me Waqt Lagta Hain
*aLoNe*
Poet:
Mohsin Naqvi
Dil Mera Misar Ka Bazar Bhi Ho Sakta Hai,
Koi Dharkan Ka Kharedar Bhi Ho Skta Hai,
Koi Ho Skta Hai Qatil Bhi Sar-e-Yaaran Main,
Koi Hamdrd Sar-e-Daar Bhi Ho Skta Hai,
Ab Tak Ashk Gira Karte They Tanhai Main,
Yeh Tamasha Sare Bazar Bhi Ho Sakta Hai,
Mujh Pe Taane Na Kaso Mujh Ko PaGaL Na Samjho,
Main Bhi Insan Hoon Mujhe Pyar Bhi Ho Sakta Hai,
On Ki Chokat Pe Mohsin Jana Hai Ab Tham Le Dil,
Wahan Iqrar Bhi Inkar Bhi Ho Sakta Hai.+
*aLoNe*
Poetess:
Noshi Gilani
Tum Ne To Keh Diya Ke Mohabbat Nahin Mili,
Mujh Ko To Yeh Bhi Kehne Ki Mohlat Nahin Mili,
Neendon Ke Deis Jate Koi Khawab Dekhte,
Lekin Diya Jalane Se Fursat Nahin Mili,
Tujh Ko To Khair Sheher Ke Logon Ka Khof Tha,
Aur Mujh Ko Apne Ghar Se Ijazat Nahin Mili,
Phir Ikhtalaf-E-Raye Ki Soorat Nikal Pari,
Apni Yahan Kisi Se Bhi Aadat Nahin Mili,
Be Zaar Youn Howe K Tere Ehad Main Humain,
Sab Kuch Mila Sakoon Ki Dolat Nahin Mili..
Main Chaahnay Walon Ko Mukhaatib Nahi Krta.
-
Aur Tark-E-Ta'alluQ ki main Wazaht Nhi Krta.
-
Main Apni Jafaon Pe Naadim Nahi Hota.
-
Main Apni Wafaon Ki Tijaarat Nhi Krta.
-
Khushbu Kissi Tash'Heer Ki Mohtaaj Nhi Hoti.
-
Sacha Hoon Mgr Apni Wakaalat Nhi Krta.
-
Ehsaas Ki Sooli Pe Latak Jaata Hoon Aksar.
-
Main Jabr-E-MUSALSAL ki Shikayat Nhi Krta.
-
Main Azmat-E-insan Ka QaayiL to Hoon "MOHSiN.
-
Lekin Kabhi Bandon Ki Ebaadat Nhi Krta....+
*aLoNe*
',
Poetess:
Noshi Gilani
',
Tum Ne To Keh Diya Ke Mohabbat Nahin Mili,
Mujh Ko To Yeh Bhi Kehne Ki Mohlat Nahin Mili,
Neendon Ke Deis Jate Koi Khawab Dekhte,
Lekin Diya Jalane Se Fursat Nahin Mili,
Tujh Ko To Khair Sheher Ke Logon Ka Khof Tha,
Aur Mujh Ko Apne Ghar Se Ijazat Nahin Mili,
Phir Ikhtalaf-E-Raye Ki Soorat Nikal Pari,
Apni Yahan Kisi Se Bhi Aadat Nahin Mili,
Be Zaar Youn Howe K Tere Ehad Main Humain,
Sab Kuch Mila Sakoon Ki Dolat Nahin Mili....+